Chala Main Karbala Nana Lyrics 28 Rajab Noha Ali Akbar Ameen New Noha
Lyrics
Salam e Aakhri Mera Chala May Karbala Nana
Tumhare sher Ko chhoda
Vo din kaise guzaregi jo koi paas na Hoga
Zara tum Dhyan rakh Lena
Akeli ghar may hai sughra
Chala May Karbala Nana
Mujhey Maloom hai Nana Mera Dushman zamana hai
Magar ab ya say Jana hai
Hatheli pay hai sir rakkha
Chala may Karbala Nana
May wapas he na aaunga
Khuda Hafiz shahe bataha
Isi ke waste may chhod ke ghar jata hon ban may
Kia jo tum say bachpan may
Nibhane Ko vohi wada
Chala may Karbala Nana
Lahu ki dhaar say Nana naye raste banaunga
Bashar say rub milaunga Banane kabey ka qibla
Raza kohram barpa tha sada jub ye ubharti thi
Nabi ki qabr hilti thi
Jo kehte they shahe wala
Lyrics are displayed here are for educational purposes only. Song’s lyrics, images and videos shared are copyright to their respective owners.Videos are shared from the verified YouTube channels of the song owners.
Readmore:Clickhere