Laapata Lyircs

LAAPATA LYRICS
Laapata Lyircs
Laapata Lyircs by King Lyrics Humne kiye aise sawaal Jinka mila na jawab unse Toot gaya mera jahaan Jisko dhaage se banaya bunke Ajnabi huye wo jo kabhi the apne Aaya na fir kabhi mudke woh Hum rishte kya hi rakhte Nadaani na samjhi unki Ya kuch bhi keh lo Humko bin kahe alvida Woh huye laapata Ab dhundhe kahan unke nishaan Haan.. Woh huye laapata Na doori kate hai darmiyan Haan.. Woh huye.. Ab har ek raahi mein Main tera hi aks hai Tera ruthke chale jaana Kyun bada bewaqt hai Tera chehra nigaahon mein Kuch aise rakhke chala hoon Mukhtsar na bhi ho manzil Main tera banke raha hoon Tum kahin door chale gaye ho Yeh kyun hua hai Mujhko choor kar chuke ho Yeh sab kya hai Woh huye laapata Ab dhundhe kahan unke nishaan Haan.. Woh huye laapata Na doori kate hai darmiyan Haan.. Woh huye.. Ajnabi huye wo jo kabhi the apne Aaya na fir kabhi mudke woh Hum rishte kya hi rakhte Nadaani na samjhi unki Ya kuch bhi keh lo Humko bin kahe alvida Woh huye laapata Woh huye laapata Hindi Lyrics हमने किए ऐसे सवाल जिनका मिला ना जवाब उनसे टूट गया मेरा …