Chala Main Karbala Nana Lyrics
Chala Main Karbala Nana Lyrics 28 Rajab Noha Ali Akbar Ameen New Noha Lyrics Salam e Aakhri Mera Chala May Karbala Nana Tumhare sher Ko chhoda Vo din kaise guzaregi jo koi paas na Hoga Zara tum Dhyan rakh Lena Akeli ghar may hai sughra Chala May Karbala Nana Mujhey Maloom hai Nana Mera Dushman zamana hai Magar ab ya say Jana hai Hatheli pay hai sir rakkha Chala may Karbala Nana Mujhe Nana Ye Kalma go Kahi Jiney nhi detey Yaha rehne nhi detey Basane ke lie sehra Mujhe maloom hai Nana ke ab may milna paunga May wapas he na aaunga Khuda Hafiz shahe bataha Isi ke waste may chhod ke ghar jata hon ban may Kia jo tum say bachpan may Nibhane Ko vohi wada Chala may Karbala Nana Lahu ki dhaar say Nana naye raste banaunga Bashar say rub milaunga Banane kabey ka qibla Raza kohram barpa tha sada jub ye ubharti thi Nabi ki qabr hilti thi Jo kehte they shahe wala Lyrics are displayed here are for educational purposes only. Song’s lyrics, images and videos shared are copyright to their respective owners.Videos are shared from…